KHAYAL DESH KI
05 April 2020 Kisiko balcony nahin to kisi ke paas mombathi bhi nahin, Pehchan pucho toh kehte hain mere paas kagaz bhi nahin Thali thoko ya nahin, diya jalao ya na jalao, marzi apni Raat din mehnat karte hue doctoron ka daad bhi nahin? Aage bahut zindagi padi hai yaron azadi se jee lena Yeh mahamari ka waqt Qayamat ka ehsaas bhi nahin? Hukumat pe naraz hona Ghalib zayad hai lekin, Itna gussa ke naaz apne hi watan pe bhi nahin?